Urdu Shayari:
Kisi k Dil Pe kya guzri koi anjan kya jane,
Pyar kise kehte h koi nadan kya jane,
Uda kar sath le gaya Ghar Parindo ka,
kaise bane the Ghosle ye tufan kya jane
---------------------------------------------
Shokki hein najakat hein , aankhoon mein shararat hein
Aisa bhi sharmana kya ,kah do ki mohabbat hein
Aah!!! kahne ki jaroorat kya,baaton ki hakeekat kya
chhalke na nigahoon se aisi bhi mohabbat kya!!!
------------------------------------------------
Tapat Sooraj mein hoti hain
Tadapna sabko padta hain
kasoor aankhon ka hota hai
Tadapna dil ko padta hai
------------------------------------------------
Enjoy Urdu poetry, shayari.
No comments:
Post a Comment